HD

al

Sunday, August 19, 2012

Ghani Bannay Ka Lajawab Amal Rohani Amliyat Ya Mughni Wazifa

Ghani Bannay Ka La'Jawab Amal
Ya Mughni ka amal ghani bannay ke liye bohat mufeed hai. Lihaza jo shuks ghani bannnay ka khawahish mand ho tou usay chahiye ye woh is Ism ko ronaza 7000 baar parta rahay 3 saal tak. Aur amal ke shuru main 11 martabah Astaghfar parhay Insha'Allah is arsay main bepanah maal aur dolat milay gi aur ghani ho jaye ga. is ka asar tou 7 hafton main hi Insha'Allah nazar ana shuru ho jaye ga.

If you will enter your email address here then you will recieve latest posts from quranwallpapers in your inboxQuran, Islam, Wazaif, Ayat, Hadees, Wallpapers, Ramadan, Wazifa:


10 comments:

  1. Ghani banne ka amal "Ya mugni" ek dafa me 7000 martaba poora karna zarori hai ya do teen dafa me 7000 ko pura kiya ja sakta hai?

    ReplyDelete
  2. @Anonymous
    sara din main 7000 baar parh saktay hain aap

    ReplyDelete
  3. assla,ualaikum sir actually mujhe apni studies k liye finance ki zarurat hei or wo bhy thoda jaldi 3 saal tak padhna zaruri hei kya mei pareshan hun k kaha se arrange ho finance to uske liye ye kya theek rahega kam wakt k liye padhna ya apni zarurat puri hone tak padhna...

    ReplyDelete
  4. @Anonymous
    Waliakum us Salam..! Aap 40 din main sawa lakh baar zaroor parhain is ISM-e-Mubarak ko aur phir rozana 3125 baar parhtay rahain ALLAH ne chaha tou aap ke liye jald achay asbab ban jayain gey.

    ReplyDelete
  5. assalamualaykum, is amal ke liye wazu zarori hai ya bina wazu ke bhi padh sakte hai.

    ReplyDelete
  6. you are doing a good job,
    Allah(S.W.T) will ease your hardships'.

    ReplyDelete
  7. Asalamu-Alikum
    you are doing a good job,
    Allah(S.W.T) will ease your hardships'.

    ReplyDelete
  8. Assalamu alaiykum Amil sahib
    agar ye Amal pabandi se krte hue kabi miss hogya ya chut gya kuch problem se bimar hojana ya boht bussy hone se, to kabi nhi padh sake to kya krna padhega ples repy

    ReplyDelete

 

Stats

eXTReMe Tracker
who's online

Total Pageviews