Mohabbat Ki Shadi Ka Amal / Love Marriage Ka Wazifa
Agar koi shuks jaez tareeqay se apni pasand ki shadi karna chahta ho tou ye us ke liye bohat mujarrab hai. Is Ism "YA GHANIYU" ko 6450 baar 21 din tak parhay. us ke baad is Ism ka naqsh apne paas jaib main rakh lay tou mehboob ka dil us ki taraf puri tarah mael ho jaye ga aur shadi bhi ho jaye gi. Agar pasand ki shadi main maal ki rukawat ho tou woh bhi door ho jaye gi.
mera sawal yeh h k her roz 6450 martaba perhna h ya 6450 ko 21 din per divide ker k perhna h plz reply me soon.....
ReplyDelete@Anonymous
ReplyDeletehar rooz 6250 martaba parhna hai 21 din tak
Is ka naqsh kon se website pe mile ga
DeleteMere shadi Jan hoge ap dekh kar bata segte hai
Deleteye wazifa koi bhi kar skta hai kya
ReplyDeleteA.s. mjhe ye janna hai ki iska naksh kya isi nam se milega or naksh ko 21 din tak hi pas rkhna hai
ReplyDeleteAoA,
ReplyDeletekya hal ha g ap ka keasy hain ap acha sir meri ye guzarish thi k plz ap bata den k ye jo,,
" YA GHANIYU" ye 6450 martba roz parhna ha ya ye 21 days me parna ha plz tell me .......
@Anonymous
ReplyDelete6450 nahin 6250 baar daily parhna hai 21 days tak aur mukammal yaqeen ke sath parhain gey tou Allah ke fazal-o-karam jald dekhain gey aap Insha'Allah
@Anonymous
ReplyDeleteis ISM Mubarak ka naqsh main khuch days main upload kar doun ga isi blog par aur naqsh tab tak apne paas rakhain jub tak aap ka jaez kaam na ho jaye
@Anonymous
ReplyDeleteyahan jitnay bhi wazaif hain sub ki ijazat aam hai
i want to ask should this wazifa be read continously for 21 days as women hav periods can they complete the reamaining days after periods?
ReplyDelete@Anonymous
ReplyDeleteye wazifa during periods bhi women parh sakti hain.
AOA aap plz jaldi naksh upload kar dijiye
ReplyDeletebut if we complete the remaining days after periods then is there any issue??
ReplyDeleteAOA apne naksh upload nhi kiya
ReplyDeleteMy name raza hussain can i read ya ghaniyu wazifa for love marriage
ReplyDelete@Anonymous
ReplyDeleteafter peroid bhi parh saktay hain par agar 21 days ka wazifa bina koi din choray parha jaye tou zayada behtar hai aur dinon ka intikhab is tarah karain ke 21 din parh sakain
@Anonymous
ReplyDeleteNAQSH upload kar diya hai
AOA kis nam se hai nksh pls btadi jiye or kha par
ReplyDelete@Anonymous
ReplyDeleteAL-MUGHNI ka NAQSH hai home page par milay ga
thank u for replying..
ReplyDeleteas salaam alai kum sir agar is nagh kha nich larki kha nam aur uski maa kha nam likna hoga .aur ya amaal tab bhi kaam kara ka jabka us larki par jado khA ASAR HO THO .AUR YA NAGSH PHELA DIN SAY REKHNa hai ya phir 21din baad plz sir sawaad dho allah hafeez
ReplyDelete@Anonymous
ReplyDeleteus NAQSH ke nichay koi name nahin likhna bas us ko apne paas rakhain aur parhtay bhi rahain "Ya Mughniyu" aur agar tou maqsad jaez hoga tou zaroor pura hoga agar jaez nahin hoga tou ulta asar ho jaye ga is liye jaez niyat aur maqsad se hi wazaif parhain, shukriya
shukriya sir abb kha apkar mai mohhabat kha liya or bhi amaal kara ho quraan sharif k tho ya amaal karna thek hai
ReplyDeletesir apka blog par apna ya ghaniyu lika hai tho ya ghaniyu parna hai ya phir MUGHNIYU PAR NHA HAI PLZ TRELL
ReplyDeletepasand ki shadi k lyeee YA GHANIU perhna h ya YA MUGNIU?
ReplyDelete@Anonymous
ReplyDeleteYa Ghaniyu aur Ya Mughniyu donon main se jo marzi parh lain
dono k parhnay ki tadad aik hi h 6250 mrtaba???ya is main b apnay nam k mutabik zakat nikalni h?
ReplyDelete@Anonymous
ReplyDeleteAap Ya Ghaniyo ki parh lain bas
AOA sir mujhe wo naqsh nhi mil rha plz bta dijiye kha par hai or mujhe kuch din ho gye hai 'YA GHANIYO ' padte hue to naqsh 1st day se hi apne pas rkhna tha kya
ReplyDeleteacha sir aik aur hai agar larki taiyaar ho but huska paap father sirf hi nahi tayaar ho .kiyo kha uskha father alchol drink kartha hai aur uski maa bhi tayaar hai aur uski bhen bhi'
ReplyDeletebut uska bhena dekha muj ascept nahi karogha isha kha hai usnaa to usko convence karna kha amaal hai haur dusmaan o kho chand karna kha amaal hai plz guide all of us sir we r u stuentds plz dua for us
allah hafeez
@Anonymous
ReplyDeleteAap ki hajat jaez ho gi aur niyat bilkul saaf ho gi aur wazifa parhtay howe is Ism Mubarak ko yahi talafuz se ada karain gey tou dua kabol ho gi..... filhal aap yehi parhain main aap ke liye Ya Mughni na Naqsh phir se post kar raha hon aaj
@AnonymousNaqsh again upload kar raha hon aap hone page par dekhain milay ga aaj
ReplyDeletemujhe naqsh nahe mil raha "Ya Ghaniyu" ka pasand ki shadi k liye
Deletea.o.a
ReplyDeletesir parhna YA GHANIYO hai and naksh YA MUGHNIYO ka rkhana hai kia??? and naqsh apney pas rkhna zaroori hai??
@Anonymous
ReplyDeleteYa Ghaniu parh rahay hain tou Ya Ghaniu ka naqsh rakhain aur Ya Mughni parh rahay hain tou us ka naqsh rakhay.
AOA , sir shukriya naksh ke liye pls aap dua kijiye jisse me pyar karti hu unse meri jald se jald shadi ho jaye me jis ladke se pyar karti hu unki walda mere liye tayyar nhi hai to pls koi aisi dua bta dijye ke wo pasand karne lage or mere ghar rishta lekar ajaye pls aap sab dua kijiye kyunki pyare nabi ne kha hai ki logo ke liye dua karo shayad kisi khushi ya hajat tmhari dua ke intezar me ho.
ReplyDelete@Anonymous
ReplyDeleteAap Surah Tauba ki akhri Ayat parhain aur apne jaez maqsad ko zehan main rakhain
AOA sir surah Tauba har namaz ke bad padna hai kya or kitni bar
ReplyDelete@Anonymous
ReplyDeleteW.A..! Shadi ke liye Surah Yaseen ki ayat no 36 bhi parhna chahain tou 313 baar rozana parhain, is ke ilawa Surah tauba ki akhri ayat yani 129 no Ayat parhni hai puri Surah tauba nahin parhni aur awal aur akhir 11 baar Darood Ibrahimi parhain aur darmyan main is Ayat ko 313 baar ya 1111 baar parhain isha ki namaz ke baad. Aur is ke ilawa Surah Ta'ha ki ayat number 39 bhi jaez mohabbat dalnay ke liye parh saktay hain sirf jaez muhabbat..... aur parhtay waqt maqsad zehan main rakhain aur namaz nahin chorni hogi phir hi kaam hota hai
Shukriya Apka Bhout Bhout bas dua kijiye ke iski barkat se unke dil me jo narazgi hai mere liye wo razamandi me badal jaye or ye jo surah Ta'ha jo apne batayi hai kya wo bhi 313 bar isha ke bad padni hai or ye sab ek sath pad sakte hai kya
ReplyDelete@Anonymous
ReplyDeleteji aik sath parh saktay hain sub aur Surah Ta'ha wala wazifa tested hai bohat baar.......
AOA sir kya surah Ta'ha fazir me pad sakte hai
ReplyDeleteAOA sir pls bta di jiyye kya suraha Ta'ha ka wazifa fajar ki namaz ke bad kar sakte hai kya pls reply soon. jazak allaha
ReplyDelete@Anonymous jee aap fajar ke baad parh saktay hain.
ReplyDeleteAOA ,
ReplyDelete" YA GHANIYU" 6250 martba roz parhna ha 21 days or agr KIsi Din subha na pad paye to kya isha me pad sakte hai plz tell me
behtar tou yehi hai ke aik time rakh lain jis waqt parhna asaan lagta hon us time amal karain
DeleteAOA sir mjhe ye janna hai ki apne ye jo Surah Yaseen ki ayat no 36 313 baar rozana or Surah tauba ki akhri ayat yani 129 no Ayat . Aur is ke ilawa Surah Ta'ha ki ayat number 39 bhi jaez mohabbat dalnay ke liye parhne ke liye btayi thi to kya ye jalali hai kya isse mavakil banne lagte hai plz aap jaldi mjhe bta dijiye kyunki meri choti behan ko khwab me diha hai ke koi use mana kar rha hai ke me ye sab na padu pls jaldi jwb dijiyega ,,,,,,
ReplyDeleteW.A Surah Yaseen ki verse 36 Shadi ke liye hai Surah Ta'Ha ki verse 39 jaez mohabbat ke liye hai aur Suarh Tauba ki verse 129 har jaez kaam ke liye hai aur agar ghalat niyat se parhi jaye tou nuqsan hai warna koi nuqsan nahin hai aur khud istikhara kar ke parhain aap
DeleteMujhe ya ghaniyu ka naqsh nahe mil raha please dobara upload kar den aur ye bhe bata den k jab parhna start karna hai jab se he naqsh pas rakhna hai???
Deletemain aap ko upload kar ke us ka link deta hon jald
DeleteYa Ghaniu ka naqsh aap is website se download kar saktay hain moonincloud.blogspot. com
DeleteThanks naqsh mil gaya. naqsh ko phele din se apne pas rakhna hai jab se parhna start karna hai?
Deletenaqsh ko pehle din se hi rakhna hai apne paas aur islamic month ki first thursday ya friday ko wazifa start karna chahiye
Deletewht is Naqash...yahan tu mujy kkoe naqash nahe mila..kia mein khud likh sakti hn
Deletethank u so much sir,mene islamic month start hone se 2 days pehle se parhna start krdiya tha or naqsh 2nd day rkha hai,sir kya mje phir se wazifa start krna hoga?
ReplyDeleteAap parhna na chorain baqi Allah niyatain janta hai dilon ki agar aap ki hajat jaez hogi aur aap ke liye bohat hoga tou Allah aap ka Insha'Allah kaam bana de ga.
Deletea.o.a
ReplyDeleteapp mjy bta skty hn k dua-e- hajat shadi k lye 41 bar 2 rakat nawafil parh k parhne hy to kia ya tb tk parhna hy jb tk koi response na mil jaye ya pher 1 he bar ya amal krna hy plz ap ya bata dn
jub tak koi response na milay tab tak parhain
Deletewhat is naqash..mujy naqash nahe mil raha...cn anyone tell me./..
ReplyDeletekisi ko ed wazifay sy faida hoa hai...plz kisi ka problm solve hoa ho tu share krein...
ReplyDeletealeena ji aap hi bata do aap ko faida hoa? sufi g kab tak reply karte hen?
DeleteWazifa parhte waqt 5 waqt ki namaz na chutay aur wazifa ki kamyabi ka pura yaqeen dil mein ho aur hajat jaez ho tou wazifa asar karta hai
Deleteplz tell me mein naqash kaisy lon..kjahan sy lon,..
ReplyDeleteNaqsh yahan se lain
Deletehttp://moonincloud.blogspot.com/2012/11/ya-ghaniyu-wazaif-taweez-naqsh-amliyat.html
Deletesir mere ami abu aur jin se main shadi krna chahti hun un k ami abu rishtedar hn lkn apas mein jhgra ho gya hai taluq htm ho gye hn main kya krun jis se sb kch thk ho jae aur meri shadi unse ho jae jinko main psnd krti hun ?
DeleteI open it but says sorry,there is nothing.
DeleteSalaam,
DeleteYeh jo wafiza hain 'Ya Ghaniyu' main yeh jaana chathi hon ki is Naqsh ko 21 days ke baad aapne pass rakhain ya shuruwat se? Isse hum apne purse main rakh sakte hain? Aur is wazifa ke har roz dua karna chahiye ya 21 din poore hone ka baat? Ya apne matlub or jaez maksad ka sooch kafi hain har roz wafiza padte samay?
Kya darrod starting n ending main padna chahiye? If yes, kitne baar? Pls help
Shukriya
21 din parhne ke baad naqsh apne paas rakhain... har wazifay se pehle aur baad mein Darood zaroor parhna chahiye aur wird ke doraan apne jaez maqsad ko zehan mein rakhain aur phir dua bhi mangain.
Delete@Anonymus 22 aap Surah Hijr ki Ayat 47 ko parh kar apne waldain aur un ko tasawar main la kar parhain jin se aap ne apne waldain ki sulah karwani hai.
Deletemuje jo pasand ha uski mangni huwe ha lekan wo khush nahi ha lekan majboor ha aisa wazifa btaen k jaha mangni huwe ha wu log khud he tor di aur wo muje apna lay.
ReplyDeleteI love somebody but he is engaged he is not satisfied with this relation because they are dangerous people and blakmail him that he cannot leave his fiance now he cant leave his relatives and fiance but at the same time he is not happy with this relation and he is avoiding me .Pl send some wazifa that all that problems solved and that they by themselve leave him and he come by hisself to me and proposed because now he is not in a position to keep that relation.
ReplyDeleteRishta tornay ke liye hum wazaif nahin detay par aap Ya Rahmanu ka wird kasrat se karain aap ke haq mein jo behtar hai InshaAllah wohi ho jaye ga.
Deleteplz plz surah taha ayat 39 ka wazifa detail se bata den.ma ek ladke ko bahut chati hun,shadi karna chati hun.plz meri madad karen.
ReplyDeleteSurah Naml ki Ayat 62 parhain jaez hajat ki dua qabool hoti hai is Ayat ko parhne se larkay aur larkiyon ke rishton ke masayel hal hote hain isay har namaz ke baad 41 baar parhna chahiye jub tak Khuda ki taraf se chuna howa rishta na ajaye.
Deletesufi g unki mother ka naam na pata ho to father ka naam use kar sakte hen? plz plz bata den.
ReplyDeletemother ka hi name use kar sakte hain father ka nahin.
DeleteShukriyan aap ke jawab ke liye.
ReplyDeleteKitne baar darood padna hain?
Roz 6250 bar padna hain 'Ya Ghaniyo'?
Kab shuru karna chahiye yeh wazifa?
Periods ke waqt be kar sakte hain?
Khuda Hafiz
6250 baar hi parhna hai Isha ki namaz ke baad parhain aur periods mein bhi kar sakte hain aur wazifa kamyab ho tou yahan batain zaroor sshukriya...
ReplyDeleteShukriyan aap ke jawab ke liye.
ReplyDeleteMain 11 bar darood padongi starting or end main.
Starting of the Islamic month ki Thursday ko padna chahiye na?
Zaroor aap ko bataongi janab , humain aap ke dua main yaad rakhen?
Is wazifa ka aasar kab nazar aata hain?
Khuda Hafeez
kabhi bhi parh sakte hain par thursday ko month ke start mein hi parhna start karain aap
Delete