Tahajjud kis waqt tak aur kis tarah parhni chahiye?
Namaz tahajjud adhi raat guzarnay ke baad fajar ki namaz tak parhi ja sakti hai, tahajjud ki namaz ka method ye hai ke namaz tahajjud 2,2 rakat ki shakal main 8 rakat parhni chahiye, tahajjud main kayam aam namazon se taweel hona chahiye.
0 comments:
Post a Comment