HD

al

Tuesday, October 16, 2012

3 Hadees About Beti Ki Ahmiyat In Islam

Islam Main Beti Ki Ahmiyat Wallpaper Urdu
Islam aik mukammal mazhab hai is paak mazhab main beti ki kitni ahmiyat hai is ka andaza humain in mubarak lafzon se hota hai ke hamaray Pyaray Nabi Hazrat Muhammad SAWW ne farmaya hai ke:
1: Aurat ke liye ye bohat mubarak hai ke uski pehli aulad larki ho.
2: Jis shuks ki betiyan hon usko bura mat samjho is liye keh main bhi beti ka baap hon.
3: Jub koi larki paida hoti hai tou Allah farmata hai keh 
Aey Larki! tou zameen main utar, main tere baap ki madad karon ga.

If you will enter your email address here then you will recieve latest posts from quranwallpapers in your inboxQuran, Islam, Wazaif, Ayat, Hadees, Wallpapers, Ramadan, Wazifa:


0 comments:

Post a Comment

 

Stats

eXTReMe Tracker
who's online

Total Pageviews