HD

al

Saturday, September 29, 2012

Rishtay Daron Main Mohabbat Paida Karnay Ka Wazifa

Rishtaydaron Main Mohabbat Paida Karnay Ka Amal
Baaz rishtay is amar ka takaza kartay hain ke un main muhabbat ho aik dusray ki nafarmani na ho. Jesay aulad main maa baap ki farmanbardari, biwi main shohar ki itaat aur tabaydari behan bhaiyon main khooni rishtay ke takazay se apas ki hamdardi ka hona zaroori hai. Agar in rishton main apas ki mohabbat aur ulfat na ho tou aik rishta dusray ka jaez haq ada na karta ho tou tou "Ya Wadudu" ko 3125 baar 40 din tak parh kar dua karay. Insha'Allah apas main pyar aur mohabbat paida ho jaye gi, agar pani par dam kar ke pilayain tou zayada behtar hai.

If you will enter your email address here then you will recieve latest posts from quranwallpapers in your inboxQuran, Islam, Wazaif, Ayat, Hadees, Wallpapers, Ramadan, Wazifa:


0 comments:

Post a Comment

 

Stats

eXTReMe Tracker
who's online

Total Pageviews