HD

al

Monday, July 2, 2012

Nazar-e-Bad Ki Dua In Urdu Nazar e Bad Ka ilaj Qurani Islami Amal

Buri Nazar Lagnay Ka Islami ilaj
Paak pani lay kar us par Surah Al-Qalam ki Ayat no 51 ko 7 baar parh kar dam karain, mareez se kahin keh woh is pani main se 9 ghont piye aur har ghont par Bismillah parhay, baqi pani kisi baray bartan ya balti main daal kar us main aur pani mila kar puray jism par baha lay. InshaAllah sakht se sakht nazar door ho jaye gi.
Ye dam janwaron par bhi kiya ja sakta hai keh unhain pani par dam kar ke pani pilaya jaye. naiz jis kisi par nazar lag jati ho us par ye ayaat parh kar dam bhi kiya ja sakta hai. Insan ho ya janwar naiz wo har afrad jinhain aksar nazar lag jati hai unhain ye ayaat rozana 7 martaba parhni chahiyain.

If you will enter your email address here then you will recieve latest posts from quranwallpapers in your inboxQuran, Islam, Wazaif, Ayat, Hadees, Wallpapers, Ramadan, Wazifa:


0 comments:

Post a Comment

 

Stats

eXTReMe Tracker
who's online

Total Pageviews